Doodh Ke Dant Tutne Ke Kitne Din Ke Baad Naya Dant Nikalta Hai दूध के दांत टूटने के कितने दिन के बाद नया दन्त निकलता है

दूध के दांत टूटने के कितने दिन के बाद नया दन्त निकलता है

Pradeep Chawla on 17-09-2018


  • टे बच्‍चों की मुस्‍कान बहुत प्‍यारी लगती है और यह मुस्‍कान तब और प्‍यारी लगने लगती है जब उनके मुंह में दिखाई देने वाला दूध का दांत मोतियों सा चमकने लगता है। अक्‍सर देखा गया है कि माता-पिता बच्‍चे के दूध के दांतों को यह सोचकर नजरअंदाज कर देते हैं कि वह हमेशा नहीं रहने वाला जल्‍द ही टूट जायेंगे। लेकिन इस स्‍लाइड शो के माध्‍यम से हम आपको बच्‍चे के दूध दांत से संबंधित कुछ तथ्‍यों के बारे में बता रहे हैं जो छोटे बच्‍चों के माता-पिता में जागरूकता को बढाने में मदद करेंगे।





  • 2

    दूध के दांत की शुरूआत

    बच्‍चों के दूध के दांत बीस होते हैं, ये 6 महीने से लेकर 1 साल की आयु के बीच किसी भी समय आने शुरू हो जाते हैं और जब बच्‍चा 3 से 4 साल का हो जाता है तो उसके सारे दूध के दांत निकल आते हैं।




  • 3

    दूध के दांत का टूटना

    दूध के दांत तब टूटते हैं जब उनके नीचे स्थित स्‍थायी दांत निकलने के लिए पूरी तरह तैयार हो जाते हैं। सिर्फ सामने के निचले दो दांत 6 वर्ष की आयु के आस-पास गिरते हैं। उसके बाद हर साल बच्‍चे के दो से चार दूध के दांत टूटते हैं। दूध की दाढ़ें 10 से 13 साल की उम्र के बीच टूटती हैं।

Advertisements


Advertisements


Comments Harsh pal on 08-12-2023

Sir 3 months ho gaye hai but teeth nahi nekle hai

Pradeep arora on 10-09-2023

Mera beta 8sal ka uske upar k aage k danth tute 8manth ho gy h kab tak aayege

Pushpa pandey on 10-08-2023

Sir Mera ladka 5 sal ka h uske daant aage k upar niche daant jad se gir gye kya y daant kitne din m aayenge

Advertisements

Pushpa pandey on 10-08-2023

Sir Mera ladka 5 sal ka h uske daant aage k upar niche daant jad se gir gye kya y daant kitne din m aayenge or ladke k daan me keede v lge kya iski wajah se gir gya ya daant 5 saal me tute h

Waneesh Pal on 29-06-2023

Mera beta 9 sal ka hai uske upper ka ek dant tuut gya 4 maheena ho gya abhi tak nhi nikla kya kru sir ji

Rishabh on 25-02-2023

Mere 7 saal ke bacche ka teeth toot gaya hai aur aa nahi raha hai to upchar bataye

Ahmed on 30-01-2023

Mare baby 6 year ka hai uake doodh ke dath toot ne ke one month after new dath nahi aaya upchar bataye

Advertisements

Annu on 21-01-2023

Mere bete ke dant to oye huye 2 month hi gate h ani nhi aye kya ore pleas batanye.

Anita on 13-01-2023

Dudh k dant tut gye lekin dusre dant nhi aa rhe karan btao

Seema on 10-01-2023

Mera beta 7 years ka ho gaya ha upper ka 2 dat tout Gay 2 month ho gay kab tak stage

Anoop.kumar on 04-01-2023

Sar Mere bacche ke dudh ke dant Tute Hue ek lagbhag ek Sal Ho Gaya Abhi Tak Nahin nikala Kya Karen

Sushant Roy on 31-12-2022

Mera beta 6sal ka hai samne k upper wala dant turned k2mahina bad v nhi aaya hai Kya Karen

Advertisements

Sushant Roy on 31-12-2022

Mera beta 6sal ka hai samne k upper wala dant tutne k2mahina bad v nhi aaya hai Kya Karen

Pawan mishra on 11-12-2022

Meri beti ka dant toot gya there month ago abhi ti jhi aaya

Sarika jain on 5-12-2022 on 05-12-2022

Mera beta 8year ka hai july 2022ko uske samne ke teeth tute hil rahe per girne ke karan abhi tak new teeth nahi aaya doctor ko bhi dikha diya December ke liye bola per aaye nahi abhi tak neeche ke tute the per woh aane lag gaye kya karu please bataye

Praveen Sharma on 05-12-2022

Mera beta 8year ka hai july 2022ko uske samne ke teeth tute hil rahe per girne ke karan abhi tak new teeth nahi aaya, neeche ke tute the per woh aane lag gaye kya karu please bataye

AMARJEET on 04-12-2022

Meri beti 7 saal ki hai uska doodh ka dant nikle hue 5 manth ho Gaye abhi Tak new daant nahi Aya Kya kare

Soni kumari on 01-12-2022

Mera beta 6.5 saal ka hai.iske saamne ke niche aur uper do daat tut chuke hai. Ek mahina bit jane ke baad bhi daat nhi nikla kya kare ? Upay bataayein

Advertisements

Md ishteyaque on 29-11-2022

Sar mere bete 7 year ki hai 4 mah pehle uske 3 dant tute per abhi tak nahi kekle hain kiya koi dawa hai reply me

Zaid on 19-11-2022

Mera beta 3saal pahley gira to us ka daant tut gaya ar abhi tak nhi aaya aap btaey Kay kar na chahiye us ka umar 8 saal ka hai

Sandeep Agrawal on 17-11-2022

Meri beti 7 saal ki hai uske 2 dant 4...5. Mahine pahle tute the abhi tak nhi nikle kya karan hai

Yogesh chauhan on 13-11-2022

मेरी 6 साल की बच्ची है लगभग तीन-चार महीने हो चुके हैं उसका दांत टूटने के बाद नहीं आया है क्या करें

Ayush meena on 11-11-2022

Mera beta 8 saal ka h uska do dant tutey ue 1saal ho gya h or abi tk naya tant nhi aaya h kya kry please kuch upay bataye kis kmi ke karan itna time lg rha h ya fir doctor ki slha le

Sakshi on 30-10-2022

Mere beti k samne k Do dant tut gye h 6 saal me aur 4 month ho gye h Abhi Tak nhi aaye h .. kab Tak aayenge btaeye pls.

भारत सिंह on 16-10-2022

मेरी बेटी 5साल की है उसके आगे के दांत टूट गए हैं लेकिन अभी एक महीना पूरा हो गया है वापिस नहीं आए हैं क्या करे राय दे

Mahesh yadav on 11-10-2022

Mere bachhe datt tute hue 6mah ho gaya hai naya datt nahi aaya hai kya kare

Chainaram on 22-09-2022

Mera bacha 9 year ka hai uska dush ka day Tut 3 mahine baad bhi Naya fat nahi aaya hai isliye me kaya kru

अनुभव on 14-09-2022

1साल हो गया दाँत टूटे हुए अभी नहीं निकले है क्या करें 7साल लड़का है

Kya on 14-09-2022

Dudh ka dant Agar pet Mein chala jaaye Tut kar To Kya Hota Hai

Ranjana Verma on 13-09-2022

Meri beti 9shal ki hai uska datsad gaya hi 4dat chughar wha dusra dat nhi nikal rha hi 3sal ki thii tbhi sey sada hi abhi tak ushi trhah hi aur sda hua dat ushi mey hi dard bhi rhata hi koi upchar bataye

Advertisements

Kamlesh on 04-09-2022

Sar mera beta 8 sal ka he uske aage k upar vale dant ko 1 sal ho gaya tute huve ab kab niklenge

जीवन भगत on 02-09-2022

सर मेरे bacche के दूध के दात तीन महिने हो गये गिरे है पर अभि नये दात आये नही, उपाय बताये, धन्यवाद

Kumbhaj on 26-08-2022

Mere bachhe ka dant tute do mahine ho gaye hai Naya dant nahi ayaa kya kare?

Shivam Singh Rathore on 25-08-2022

Mere bhanje ki umar 8year h uske Doodh ke dant tut chuke h or sare nikal bhi aye h bs ek dant nhi nikla age ka upar saed ka ak 4 5 manth ho gye h btao me kya kru place sar

Nisha on 22-08-2022

Mari beti ka upper ka dant Tut gayi hai 4manth ho gaya hai abhi Tak nahi nikale hai. Kripa bayta main kya karo

Vikas yadav on 14-08-2022

Mera beta 8 Sal Ka Ho Gaya Hai Uske dant Tute 4 mahine Ho Gaye Abhi Tak nahi uge Upar ke do dant

Urmila on 24-07-2022

मेरी बेटी 7 साल की है उसके दूध के दाँत को टूटे हुए 3महीने हो गये पर अभी तक नया दाँत नहीं आया प्लीज बताये की हमें क्या करना चाहिए?

Advertisements

Ritu Srivastava on 24-07-2022

Meri beti ,6 sal ki hai uske uper k dant tute do mahine ho gye bt abhi tk dant nh nikla kya kre

Nilamtai baban sadgir on 22-07-2022

Mery age 35 years hai mere Tin dudh ke dat gire nahi to vapas nikal sakte hai kya kya upay kare

Veena Bhatia on 14-07-2022

मेरी 2 साल की बेटी का गिरने से दांत टूट गया क्या वो दुबारा निकलेगा ?

Advertisements

Aditya Poddar on 16-06-2022

Mera beta 6 saal ka hai aur1 yrs back iske upar ke saamne waala daant toot Gaya abhi tak new nahi aaya,use nikalne me abhi kitna samay lagega

यशिका on 09-06-2022

मेरी बेटी की उम्र 7 साल है जिसके ऊपर के 2 दांत टूटे हुए 9 महीने हो गए हैं और अभी तक दांत नहीं आए हैं क्या उपाय करें कृपया बताइए

Advertisements

Umra fatima on 08-06-2022

मेरी बेटी की उम्र 9 वर्ष है। अभी तक उसके 4 दांत टूट चुके है, और 2 दांत हिल रहे है, को दांत टूट है उसमे अभी तक सिर्फ 1 ही दांत निकला है,1साल हो गया 3 दांत अभी नहीं निकले है, ये बताए की किस कमी के कारण उसका दांत नहीं निकल रहा है, क्या इसको दंत चिकित्सक को दिखाना पड़ेगा या अपने आप ही निकल आयेगा,। कृपया जल्दी जवाब दे।
Umra fatima prayagraj

Advertisements

Sidharth kumar on 02-06-2022

Mere beta ka upper ka dant tute.huai 4-5 month ho gaya hai abhi tak nahi aya kya karon

Rakhi on 27-05-2022

M 28 sal ki hu sir,mene apni jad niklwayi thi wo fir se nyi aagyi,kya ye nrml h

sikha rani bania on 04-05-2022

meri bata 6year 11 month ka hai. uska upar or niche ka do dant tuta 2 mohina ho gaya lekin naya dant nahi nikla kya karu

Nirmala on 30-04-2022

Meri 7 saal ki beti h.uske uper ke dant tute huye 20 din ho gaye.abhi tak naya dant nahi nikala h.

Ananya Gupta on 06-02-2022

Mein 9 saal ki ladki hu mere side do daat tute 3 mahine ho gye Abhi tak nahi nikla tab ab kab niklega?

Abc on 20-01-2022

Meri beti ke upar ke daant tute hue 2 months se jyada ho gaye. ye kab tak aayenge

Priyanka Dhingra on 16-01-2022

Mere beta 7 saal ka hone wala h uska ek daant 6 month phle tuta tha abhi tk nhi aaya ....aisa ku ho rha h

Srajal on 16-01-2022

Mere bete ke samne ke do dant tute hue 2 mah Ho Gaya kab aaenge

Abhishek on 10-01-2022

Mere bacnche ka jad se nikal gya hai kya dobar jg jayega

Msngalsing bhil on 10-01-2022

Mere bete ka dant Tute Hue 3 Mahina Ho Gaya Fir Bhi uska Dobara dant Nahin aaya hai uchit salaha bataen

Priyanka on 23-12-2021

Meri bachchi 7 saal ki hai uska daat tute huye 3 mahina ho gaya lekin new daat abhi tak nahi aya?

सत्येंद्र on 22-12-2021

मेरी बेटी की उम् 6 साल की है दुध के दात गिरने के बाद दो महीने हो गए है दात अभी तक नही आए

Advertisements

J on 17-12-2021

Jaykishorbhagat

Hamarebachchekedoodhkedanttutesixmachhogayehaiabhitaknayadant

Nahidantnahiaayehaikayaksrnachahiye

Nisha Bajpai on 08-12-2021

Mere 8 sal k bete k dish k dant tut the h or 6 maine sense dantnhi aye h aisa q

Shiva on 02-12-2021

हमारे बेटे की उम्र 9 वर्ष की हो गई दो daat ऊपर के 3महीने पहले टूटे अभी तक नही निकले कृपया कारण और इलाज बताने की करा करे

मृत्युंजय on 28-11-2021

मेरा बेटा 8 साल का है उसके दांत टूटे 3 माहा हो गया है अभी तक कोई दांत नहीं आया है क्या करे

Vasu vasu on 19-11-2021

Mere bete k dood k daant toote hue 4 months ho gay abhi tak new teeth nahi aa rhe solution btaye sir please

Pankaj kumar on 07-11-2021

Baby ke doodh k teeth girane k bad kitne dino k andar naya teeth aatha h

Rushda on 19-10-2021

Meri beti 7 years ki h plz aap mujhe ye bataiye ki kya 7 saal ki aga me uper ke teeth toot kar new bhi aa sakte hain kyuki mujhe lag raha h ke uska doodh ka teeth toot kr naya aa bhi gaya h

Jagdeesh singh on 16-10-2021

मेरे बच्चे की दूध के दातं पूरी तरह से खराब हो गया है और बच्चा की उम्र 7 साल हो गया है तो क्या सर नया दातं नहीं आऐगा या कब तक में दातं निकलेगा क्या दवाई करना पडेगा.

Advertisements

Abhay on 04-09-2021

Mere bete ke aage ke do dant tute do mahine ho gye h abhi naye nahi nikle kab niklenge

Niranjan Gangwar on 31-08-2021

मेरे सात साल के बच्चे के ऊपर के दो दांत निकले दो माह बीत गये नये दांत नहीं निकले अब कब निकलेंगे।

Shatyam kumar on 27-08-2021

Mere beta ka dulha dant 3 tut gaya hai 2 mahina se dant nahi aaya hai 7 shal ka ho gaya hai

Raj on 20-08-2021

Meri beti ki umra 6 yrs 6 months hai uske uper ke daant tute hue 2-3 mahine ho gaye hain abhi tak nhi aaye hain kya karna chahiye

Anshika Mishra on 02-08-2021

Mary बेटी बेटी teeth टूटा है तो तो उसके दांत को कैसे कैसे उठाएं 5 mahine ho gaye hain

Veersingh on 26-07-2021

Hamare bachche ke doodh ke tute 5 mah ho gaye hai abhi tak naye dant nahi aaye hai kya karna chahiye

Kaushal yadav on 11-07-2021

The two teeth of my 8 years baby has broken but new teeth has not come since two months

Advertisements

Anjali on 06-07-2021

Dudh ke dant tute hue 15 saal ho gay ab tk naya dant aaya nhi h koi upay batayen

Sumanlata on 28-06-2021

आठ साल के बच्चे में दांत डबल-डबल आ रहे हैं ऊपर-नीचे क्या ये बाद में ठीक हो जाएंगे? या कुछ करना पड़ेगा। क्या ये कोई दांतों की बीमारी है?

Advertisements

Rupali on 26-06-2021

7 yrs ka beta hai 2 daadth doodh ke dath tut gaye hai 5 months ho gaye abhi nahi aaye pls acha koi upsy bataye

Vishwajeet on 26-06-2021

Jyothi konale

Seema yadav on 25-06-2021

Meri Beti b.Ed 2 sal ki umra mein jeene se gir gai thi uska dant jad se nikal gaya tha ab tak uska dwara dant nahin aaya kya use dobara dant nikalega please mere sawal ka jawab dijiye

Mona babbar on 22-06-2021

Mere bete ke upar ke 2 daant tute ko 6 months ho gye hai abhi tak nai aaye plz jaldi btae ke kya kre

Rocky kumar gupta on 04-06-2021

Sir mere bete ka age 7 saal hai uske upar aur niche ke 5 daat toot Gaye hai ek ek kar ke saal bhar ho gaya hai. Dr. Ko dikhya to unhone exray karwaya aur kaha ki daat nikal raha hai aa gaye ga par abhi tak 2pc daat nikla hai aur nahi nikla.

Shikha on 12-05-2021

Bacchon ke dudh ke dant todne Ke bad Munh Mein bade bade dant Aate Hain Use theek kaise karen kya iska Koi upay hai

ravi Kumar on 30-04-2021

Meri beti 7 saal 5 mahine ki h uske dono aage k dant tute hue 1 mahina ho gaya h ek dant to aa gaya lekin dusra dant nhi aa raha h kirpa kr koi sujhab de.

TANU PRIYA on 15-04-2021

Keri beti ka upar wala dant tut gaya hai 6 month ke bad bhi nahi nikla hai karan batayen.

Rani on 05-04-2021

Meri beti 7 year old hai uske upar ke two teeth tut gaye hai ab une two months ho gaye hai bo teeth abhi tak nhi nikle koi upaye batao

Ashish on 20-03-2021

मेरे बेटा 7 साल का है उसके ऊपर के 2 दांत टूटे हुए 2 महीने हो चुके हैं परंतु अभी तक नहीं आए हैं कृपया कर बताएं कि क्या उपाय किया जाए

Advertisements

विनीत on 19-02-2021

मेरी बेटी के ऊपर के सामने वाले दाँत टूटे हुऐ 6 माह हो गए है । अभी तक वो नही आये है क्या करूँ उचित सलाह दीजिये ।

Sourabh Trivedi on 13-02-2021

भैया पहले वालों को जवाब दे दो तब हम सवाल पूछे

Shagun Mahto on 09-02-2021

Meri beti ki umra 6 yrs 6 months hai uske uper ke daant tute hue 2-3 mahine ho gaye hain avi tak nhi aaye hain kya karna chahiye

Manoj Kumar Srivastav on 08-02-2021

Mera beta ka doodha ka dat toote ten months ho gaya kya kare

Manoj Kumar Srivastav on 08-02-2021

Mera beta ka doodha ka dat toote ten months ho gaya kya kare eska Umar 6year Ka hai samne wala toots hai

Ravindra Pal Singh on 07-02-2021

Mere nephew 6 saal + 4 mahine ka hai, uska samne wala upar ki aur ka danth tute hue 2 se 3 mahine ho gaye hai par abhi tak uska dant nahi aaya hai, kya karu ??????

Reetu Srivastava on 26-01-2021

7 sal ki beti ka dant tut gaya ek mahine Ho Gaye dant nahin Nikal Raha kya Karen

Bhupinder kaur on 25-01-2021

Meri beti 7 YEAR Ki hai oske oper ke dant ko tute hoye 2month ho gye h pr dant nahi nikal rahe ab maine kya kri

Bhupinder kaur on 25-01-2021

Meri beti 7 YEAR Ki hai oske oper ke dant ko tute hoye 2month ho gye h pr dant nahi nikal rahe ab maine kya kru

Amarjeet kaur on 13-01-2021

Meri beti ki umr 8saal h aur uska abtak ek bhi dudh ka dant nhi tuta. Dant bhi bhot chhote chhote h pls give some suggession

Vartika on 11-01-2021

Meri beti k upr ka daat toote hue 4 month ho gye h ab tk nh aye ,plz reason kya h btaye

Mahendra kushwah on 23-12-2020

singh on 23-12-2020
Meri 9 sal ka beta ke uper ke do dant tute hue 3 mahine ho gye hain lekin abhi bhi nye dant nhi aye hain kya karen please koi upay btaen

Jyoti Juneja on 22-12-2020

Mera beta 6year 1 month ka hai uske dudh ke dant toote 3 month ho gye hai per wapes nahi aae

Prabhu ram on 13-12-2020

Mere bacche ke dant chot se tute gaye hai wapis nahi aaye

Shivani on 03-12-2020

My son milk teeth fallen before 5 months but not yet came.

Neetu on 22-11-2020

Mera beta 7 saal ka hai dud ka daath tute 4 mash Ho Gaya hai Abhi tak nahi aaya hai kya karu

Sanju on 18-11-2020

मेरे बेटा 7 साल का है एक साल पहले गिरने की वजह से ऊपर का एक दांत टूट गया को अभी तक नहीं आया ,उसके बाद नीचे के दोनों दांत टूट भी गए और आ भी गए। ऊपर के दांत को निकलने में कितना समय लगेगा। क्या डेंटिस्ट को दिखाना चाहिए।

Advertisements

Dhan singh on 17-10-2020

Meri 9 sal ki beti ke uper ke do dant tute hue 5_6 mahine ho gye hain lekin abhi bhi nye dant nhi aye hain kya karen please koi upay btaen


Advertisements

आप यहाँ पर gk, question answers, general knowledge, सामान्य ज्ञान, questions in hindi, notes in hindi, pdf in hindi आदि विषय पर अपने जवाब दे सकते हैं।
नीचे दिए गए विषय पर सवाल जवाब के लिए टॉपिक के लिंक पर क्लिक करें Culture Current affairs International Relations Security and Defence Social Issues English Antonyms English Language English Related Words English Vocabulary Ethics and Values Geography Geography - india Geography -physical Geography-world River Gk GK in Hindi (Samanya Gyan) Hindi language History History - ancient History - medieval History - modern History-world Age Aptitude- Ratio Aptitude-hindi Aptitude-Number System Aptitude-speed and distance Aptitude-Time and works Area Art and Culture Average Decimal Geometry Interest L.C.M.and H.C.F Mixture Number systems Partnership Percentage Pipe and Tanki Profit and loss Ratio Series Simplification Time and distance Train Trigonometry Volume Work and time Biology Chemistry Science Science and Technology Chattishgarh Delhi Gujarat Haryana Jharkhand Jharkhand GK Madhya Pradesh Maharashtra Rajasthan States Uttar Pradesh Uttarakhand Bihar Computer Knowledge Economy Indian culture Physics Polity


इस टॉपिक पर कोई भी जवाब प्राप्त नहीं हुए हैं क्योंकि यह हाल ही में जोड़ा गया है। आप इस पर कमेन्ट कर चर्चा की शुरुआत कर सकते हैं।

Labels: , , , , ,
अपना सवाल पूछेंं या जवाब दें।

अपना जवाब या सवाल नीचे दिये गए बॉक्स में लिखें।