Salvation = सद्गति() (Sadgati)
kahani` mantra` ek dr ki katha hai jo ki apni swarth prasti ki wajah se ek mareez ko bhi nahi dekhne jata or us mareez ki mrityu ho jati hai.mareez k boodhe pita unse bahut anurodh yachna karte hain parantu dr. chadha unki na sunte .bhavishya me jab dr.chadha k putr ko sanp kaat leta hai or uska ilaz koi bhi ni kar pata tab us boodhe insaan ko pata chalta hai or wah apne mantron or jhaad foonk se uska ilaj kar sakta hai parantu apne sath hue vyavhar k kaaran wo wahan jaane se mana karta hai parantu uska antrman use wahan le jata hai or uski kartavya parayanta k rahte dr.chadha k bete ki jaan bach jaaati hai ,dr.chadha use pahchan to lete hain parantu wo boodh insan bina kisi ko bataye wahan se chala jata hai or dr.chadha ko kartavyanishta ka paath padha jata hai .
सद्गति meaning in english