Vanya Jeev Sanrakhshan Par Nare वन्य जीव संरक्षण पर नारे

वन्य जीव संरक्षण पर नारे



Pradeep Chawla on 12-05-2019

Slogan 1: जीवो की रक्षा है देश की रक्षा.


Jeevon ki Raksha hai Desh ki Raksha.





Slogan 2: जीव – जंतुओ की करोगे जब रक्षा, तभी होगी पर्यावरण की सुरक्षा.


Jeev – Jantuo ki karoge jab Raksha, Tabhi hogi Pryavaran ki Surksha.





Slogan 3: करे प्रण अब जीवो को रक्षित, होगी तभी धरती सुरक्षित.


Kare Pran Ab Jeevo ko Rakshit, Hogi Tabhi Dharti Surkshit.






Slogan 4: हमने अब यह ठाना है, जीवो को बचाना है.


Humne ab yah Thana hai, Jeevo ko Bachana hai.







Slogan 5: मैं भी साथ – तू भी साथ, मानव और जीव अब साथ – साथ.


Main bhi sath – Tu bhi sath, Maanav aur Jeev ab sath – sath.






Slogan 6: जीवो के लिए प्यार जगाओ, जंगल में न आग लगाओ.


Jeevo ke liye Pyar Jagao, Jungel Me na Aag lagao.






Slogan 7: तब प्रलय करती है धरती, जब कोई जीव है मरती.


Tab Prlay karti hai Dharti, Jab koi Jeev hai Marti.






Slogan 8: जीव – संरक्षण का वचन निभाओ, हर एक जीव को बचाओ.


Jeev – Sanrakshan ka vachan nibhao, Har ek jeev ko bachao.






Slogan 9: टूट जायेगा यह पारिस्थितिक तंत्र, तब कहाँ से लाओगे जीव बचाने का मन्त्र.


Tut Jayega yah Paristhitik Tantra, Tab kahan se laoge Jeev bachane ka Mantra.






Slogan 10: जैसे करते है हम अपनी सुरक्षा, अब करे वैसे ही जीवो की रक्षा.


jaise karte hai hum apni Surksha, Ab kare vaise hi Jeevo ki Raksha.






Slogan 11: हर दिल में यह प्यार जलाये, पशुओ को मरने से बचाए.


Har Dil me yah Pyar Jalaye, Pashuo ko Marne se Bachaye.






Slogan 12: तभी मनुष्य बनेगा महान, जब जीवो का होगा कल्याण.


Tabhi Manushy banega Mahan, Jab jeevo ka hoga Kalyan.







Slogan 13: चलो एक पहल चलाये, सारे जीवो को बचाए.


Chalo ek pahal Chalaye, Saare jeevo ko bachaye.






Slogan 14: धरती माता करे पुकार, जीवो का न करो संहार.


Dharti mata kare PUkar, Jeevo ka na Karo Sanhar.







Slogan 15: चलो बेहतर भविष्य बनाये, जीव – जंतुओ को बचाए.


Chalo Behtar Bhavishy banaye, jeev – jantuo ko Bachaye.





यह पढ़े : स्वच्छता अभियान पर 33 प्रसिद्ध नारे







Slogan 16: जीव – जंतुओ को बचाओ, सच्ची मानवता का धर्म निभाओ.


Jeev – Jantuo ko bachao, Sachhi Manvata Ka dharm Nibhao.







Slogan 17: प्रकृति की रक्षा है देश की रक्षा


Prkriti ki Raksha Hai Desh ki Raksha.






















Slogan 18: जैव विविधता का सम्मान करे, मानवता पर अभिमान करे.


Jaiv Vividhata Ka Samman kare, Manvata par Abhiman kare..







Slogan 19: कोई जीव अगर मर जायेगा, वह प्रजाति विलुप्त हो जायेगा.


Koi Jeev Agar Mar Jayega, Wah prjati vilupt ho jayega.







Slogan 20: और अधिक जीव विविधता, तो बेहतर समाज.


Aur Adhik Jeev Vividhata, To Behatar Samaj.







Slogan 21: तू आँसू बहुत बहायेगा, जब हर जीव मर जायेगा.


Tu Aansu bahut bahayega, Jab har Jeev Mar jayega.






Slogan 22: जियो और जीने दो.


Jiyo Aur jine do.






Slogan 23: जैव विविधता को बनाये रखे, भविष्य को बचाए रखे.


Jaiv Vividhata ko banaye rakhe, Bhavishy ko bachaye Rakhe.







Slogan 24: आओ आओ जीव बचाए, सभी का जीवन बेहतर बनाये.



Aao aao Jeev bachaye, sabhi ka jeevan behtar banaye.







Slogan 25: प्रकृति की शरण में जाओ, जीव – जंतुओ को बचाओ.



Prkriti ki sharan me jao, Jeev – Jantuo ko bachao.







यह पढ़े : नशे मुक्ति पर नारे







Slogan 26: जब रखेंगे जीवो का ध्यान, तभी बनेगा हमारा देश महान.



Jab rakhenge Jeevo ka dhyan, Tabhi banega hamara desh mahan.







Slogan 27: हर बच्चे को दो यह शिक्षा, जीव – जंतुओ की करो रक्षा.



Har Bachche ko do yah shiksha, Jeev – Jantuo ki karo raksha.







Slogan 28: समाज में यह जागरूकता फैलाये, जीवों की रक्षा कराये.



Samaj me yah jagrukta failaye, Jeevon ki raksha karaye.







Slogan 29: धरती माँ का करो सम्मान, यह है हम सबकी जान.



Dharti ma karo samman, yah hai hum sabki jaan.







Slogan 30: प्रकृति का न करो शोषण, यह करती जीवों का पोषण.



Prkriti ka Na karo shaushan, Yah karti jeevon ka paushan






Slogan 31: जीव – जंतु हैं एक वरदान, इसलिए करो इनका सम्मान.



Jeev – Jantu hai ek vardaan, isliye karo inka samman.







Slogan 32: अब छोड़ दो कोई भी शक, पर्यावरण पर है सबका हक.



Ab chhod do koi bhi shak, Pryavaran par hai sab haq.







Slogan 33: जीवों को मारना नहीं है शान, यह है मनुष्य का झूठा अभिमान.



Jeevo ko Maarna nahi hai shan, yah hai manushy ka jhutha abhiman.






Slogan 34: जीव – जन्तुओ को मत भगाओ, पर्यावरण बचाओ, पर्यावरण बचाओ.



Jeev – jantuwo ko mat Bhagao, Pryavaran bachao, Pryavaran bachao.







Slogan 35: जितने ज्यादा जीव बचाना, उतना बेहतर पर्यावरण बनाना.



Jitne jyada Jeev Bachana, Utna behatar Pryavaran banana.







Slogan 36: हमें निभाना है अब उनका काम, जीवों को बचाने वालो को सलाम.



Hamen nibhana hai ab unka kaam, Pryavaran bachane valo ko salam.







Slogan 37: स्वच्छ पर्यावरण से नाता जोड़ो, जैव विविधता से मुंह न मोड़ो.


Svchchha Pryavaran se nata jodo, Jaiv Vividhata se munh na modo.






Slogan 38: मत करो अपना अपमान, जीवों का भी है स्वाभिमान.


Mat karo apna apman, Jeevon ka Bhi hai Svabhiman.






Slogan 39: जीव बचाओ, धरती बचाओ, इस दुनिया को चलो स्वर्ग बनाओ.


Jeev Bachao, Dharti bachao, Is dunia ko chalo Svarhg banao.







Slogan 40: अब अपना कर्तव्य निभाओ, जीव – जंतुओ को बचाओ.


Ab apna Kartav nibhao, Jeev – jantuo ko bachao.




सम्बन्धित प्रश्न



Comments Harshita on 27-09-2020

Vanya jeev sanrakshan par lambe nare





नीचे दिए गए विषय पर सवाल जवाब के लिए टॉपिक के लिंक पर क्लिक करें Culture Current affairs International Relations Security and Defence Social Issues English Antonyms English Language English Related Words English Vocabulary Ethics and Values Geography Geography - india Geography -physical Geography-world River Gk GK in Hindi (Samanya Gyan) Hindi language History History - ancient History - medieval History - modern History-world Age Aptitude- Ratio Aptitude-hindi Aptitude-Number System Aptitude-speed and distance Aptitude-Time and works Area Art and Culture Average Decimal Geometry Interest L.C.M.and H.C.F Mixture Number systems Partnership Percentage Pipe and Tanki Profit and loss Ratio Series Simplification Time and distance Train Trigonometry Volume Work and time Biology Chemistry Science Science and Technology Chattishgarh Delhi Gujarat Haryana Jharkhand Jharkhand GK Madhya Pradesh Maharashtra Rajasthan States Uttar Pradesh Uttarakhand Bihar Computer Knowledge Economy Indian culture Physics Polity

Labels: , वन्य , , , , ,
अपना सवाल पूछेंं या जवाब दें।






Register to Comment